True Story:- 1 din 1 18 saal ki ladki ne apne lover se puchha-"aap mujhe
mere 20th birthday pe kya dene wale ho???" uske lover ne kaha " abi
bohat time hai tumhre 20th birthday ko,birthday to ane do.." jab ladki k
20th birthday ko 3 din reh gaye the..Tab achanak wo behosh ho gai aur
use hospital le jaya gaya..!! Doctor
check karke bahar aya aur uski family ko bataya ki uske dil me 1 hole
hai...Jiski waza se wo sayad mar jaayegi....:( ladki hospital k bad pe
leti hui thi usne apne lover se pucha "jaanu mai marne wali hu na..???:(
Uske lover ne kaha "nahi tum jinda rahogi" Ye sun kar ladki rone lagi
usne kaha aap itne wiswaas se keise keh sakte ho??? Uske lover ne
darwaze ki taraf mud k kaha kyu ki mujhe malum hai.... Agle din wo 20
saal ki ho gyi,use hospital se discharge kar diya gaya..aur wo ghar aa
gai.. Ghar pe use 1 letter mila jisme likha tha "Meri jaanu agar tum ye
pad rahi ho to sab kuch thik hua hoga jaisa maine kaha tha " sayad tumhe
yaad hoga,tumne 1 din kaha tha ki mai tumhe kya dunga tumhre 20th
birthday par...Lekin tab me ni janta tha k kya girf best hoga tumre
lea.. Magar ab mai tumhe best gift de ja raha hu"mera dil"..(uske lover
ne use apna dil donate kiya tha.) Saccha pyar abi bhi jinda hai bus
trust ki jarurat hai........... >>>
No comments:
Post a Comment